Roman script

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do puchho 

dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali

bolo bachho kaise karoge tum apni rakhawali

ye phauladi hath hamare dushman se takraye 

kat jaye sar chahe lekin sar ko nahi jhukaye

har mushkil mein har kimat pe rahenge hum aajad

sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad 

maan gaye ustaj tumko maan gaye ustaj 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

puchho hoke badi tu beti aisa koun sa kaam karegi 

hoke badi tu beti aisa koun sa kaam karegi 

kya tu is duniyan mein roushan baap kanaam karegi 

phakar kare har aorat jis pe aisi du kurbani

banke dikha dungi duniyan ko mai jhasi ki rani

tut padungi gaddaro pe banke mai phaulad

sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad 

maan gaye ustaj bitiya maan gaye ustaj 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

lidar neta banoge ya tum desh ke paharedar 

bharat man se bolo beta kaise karoge pyaar 

lidar neta kya banna hai banunga khidmatgar 

paida karunga sabke dil mein apne desh ka pyaar

rahe shanti na ho kahi pe danga aur fasaad 

sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad 

o maan gaye ustaj tumko maan gaye ustaj 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali

dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali

bolo bachho kaise karoge tum apni rakhawali

ye phauladi hath hamare dushman se takraye 

ye phauladi hath hamare dushman se takraye 

kat jaye sar chahe lekin sar ko nahi jhukaye

har mushkil mein har kimat pe rahenge hum aajad

sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad 

maan gaye ustaj bitiya maan gaye ustaj 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

puchho dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali

dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali

bolo bachho kaise karoge tum apni rakhawali

ye phauladi hath hamare dushman se takraye 

ye phauladi hath hamare dushman se takraye 

kat jaye sar chahe lekin sar ko nahi jhukaye

har mushkil mein har kimat pe rahenge hum aajad

sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad 

maan gaye ustaj tumko maan gaye ustaj 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do 

ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do 

mera ek sawal hai sawal ka jabab do

Explore this song