Roman script

man bhi jao sanam ruth ke jaya na karo

apni julfo ki tarah haye apni julfo ki tarah

bat badhaya na karo man bhi jao sanam 

ruth ke jaya na karo apni julfo ki tarah haye

apni julfo ki tarah bat badhaya na karo

man bhi jao sanam oye hoye man bhi jao sanam

tum jo pyari ho to ye gussa bhi pyara hai hame

tum jo pyari ho to ye gussa bhi pyara hai hame

o tum agar chaho to marna bhi gawara hai hame

apne joban ki tarah josh me aaya karo

apni julfo ki tarah haye

apni julfo ki tarah bat badhaya na karo

man bhi jao sanam oye hoye man bhi jao sanam

shokhiya chhodo haye shokhiya chhodo hansi 

range haya hota hai shokhiya chhodo hansi 

range haya hota hai o koi sathi ho agar

parda bada hota hai parda bada hota hai

apne aachal ki tarah hamko hataya na karo

apni julfo ki tarah haye apni julfo ki tarah

bat badhaya na karo man bhi jao sanam

oye hoye man bhi jao sanam

Explore this song