Roman script

maiyya teri meri ek jind jaan hai 
maiyya teri meri ek jind jaan hai 
tujhse gawahi meri tu hi pehchaan hai 
maiyya teri meri ek jind jaan hai
teri meri yeh prem kahani 
jaane yeh zamana, jaane yeh zamana 
teri meri yeh yaad purani 
bhool na jaana bhool na jaana
haathon pe lakeere teri, 
hothon pe duaaen hai
tera mera saath raba rehta umar
maiyya teri meri ek jind jaan hai 
tujhse gawahi meri tu hi pehchaan 
maiyya teri meri ek jind jaan hai
maiyya aaja teri nazare utaar doon
na balaa ya teri khud ko main maar doon
dardon ko tere saare seene mein utaar doon
khushiyan luta doon saari khud ko main haar doon

Song details

singer: Sachet Tandon, Parampara Tandon