Roman script

ma tera ek sahara ma tera ek sahara 

ma tera ek sahara ma tera ek sahara 

mai ek nari hu dukhiyari dukh ka nahi kinara 

ma tera ek sahara ma tera ek sahara 

tu hai dyalu tu hai kripalu tu har sankat harne vali 

tu hai dyalu tu hai kripalu tu har sankat harne vali 

jivan naiya paar lagao o gouri nandan ki kumari 

charan tumhare charan tumhare jivan mera maro ya ubharo 

ma tera ek sahara ma tera ek sahara 

kalank laga hai banjh ka mata lekar aai hu dwar tumhare 

kalank laga hai banjh ka mata lekar aai hu dwar tumhare 

mere sar se ho sake to kalank mata jad se mita de 

he mata de de mata aankh ka tara god me khelne vala 

ma tera ek sahara ma tera ek sahara 

mai ek nari hu dukhiyari dukh ka nahi kinara 

ma tera ek sahara ma tera ek sahara

Explore this song