Roman script

ma maiya ma maiya ma maiya ma maiya 

bhul jaoge ta thaiya ho mere jaisa ga nach ke dikha

tab man jau tumhe ho mere jaisa ga nach ke dikha

tab man jau tumhe ma maiya ma maiya 

bhul jaoge ta thaiya aisa dikhau tumhe tha thaiya

yad aayegi tumhe ma maiya

aisa dikhau tumhe tha thaiya

yad aayegi tumhe ma maiya

nach to nach koi dillagi nahi

nach ke dikha du tumhe ma maiya ma maiya 

bhul jaoge ta thaiya ho mere jaisa ga nach ke dikha

tab man jau tumhe 

nach tum jano kya tal pahchno kya

kya tal re tumhare hai chute

abhi tum bachi ho akal ki kachi ho

dudh ke dant nahi tute

college me rone se gadi ko dhone se

kya tum kalakar ban gaye

mahki jawani me ho kitne pani me

jhuthi akad me kyu tan gaye

bate na banao muh dhoke aao

tum kya ho janu tumhe ma maiya ma maiya 

bhul jaoge ta thaiya ho mere jaisa ga nach ke dikha

tab man jau tumhe taange dihkane se aankhe matkane se

kya disco dancer ban jaogi ha kapda pahanna bhi na aata 

chalna bhi nach kar kya dikhaogi

ho tum to dehati ho pairo ke sathi ho bolna to aata nahi

mai jab bhi gau dunia gaye mai jab bhi nachu dunia nache

mujhko to sari dunia mane aata hai kya mujhko tu kya jane

bebe lets dance ta thiya ta thiya ta thiya 

yad aayegi tumhe ma maiya ta thiya ta thiya ta thiya 

yad aayegi tumhe ma maiya

Explore this song