Roman script

luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai

ek baar hansaya th

ek baar hansaya tha ek baar rulaya hai

luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai

duniya me wafa kaisi ulfat bhi hai ek dhokha

duniya me wafa kaisi ulfat bhi hai ek dhokha

ye duniya bhi dekhi hai

ye duniya bhi dekhi hai, ye dhokha bhi khaya hai

is gam ke andhere me ab yaad nahi ye bhi

is gam ke andhere me ab yaad nahi ye bhi

kab deep jalaya tha

kab deep jalaya tha, kab deep bujhaya hai

khaamosh hu is dar se ruswai na ho teri 

khaamosh hu is dar se ruswai na ho teri 

umade huye ashqo ko

umade huye ashqo ko, palko me chhupaya hai

luta hai zamane ne kismat ne mitaya hai

Explore this song