Roman script

lut liya, lut liya

kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya

kisi garib ka ghar

kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya

karu main kis se gila 

karu main kis se gila 

jab khuda ne lut liya

kisi garib ka ghar

kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya

lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne

lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne

usi chiraag ko zaalim 

usi chiraag ko zaalim 

hawa ne lut liya

kisi garib ka ghar

duhai hai are insaaf ki duhai hai

duhai hai are insaaf ki duhai hai

ki ek fakir ko 

ki ek fakir ko 

aalampana ne lut liya

karu main kis se gila 

karu main kis se gila 

jab khuda ne lut liya

kisi garib ka ghar

kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya

Explore this song