Roman script

bachkaniya thodi thodi aaj hogi

zara bach ke dikha

manmaaniyaan phir bhi nahi chalegi

chahe ho ja tu khafa

jaana hai toh jaa tujhe bhi hai pata

saari raat hogi chedd khaniyaan

banda main bachelor, tu kanya kanwari

aaja ho jaaye thoda, lucky tu lucky main

banda main bachelor, tu kanya kanwari

aaja ho jaaye thoda, lucky tu lucky main

haathon mein haath ki hai baat puraani

aaja ho jaaye thoda, lucky tu lucky main

aaj raat, aaj raat, lucky tu lucky main

aaj raat, aaj raat, lucky tu lucky main

committment ke naam pe tu roz kare waar

tere aage peeche ghoomun

driver bann ke main car

co co college ka heero tha main

tha main superstar baby

pad gaya mujhpe bhaari

tera pyaar pyaar pyaar

breakup huaa toh main dedh ghante roya

phir pehli baar raat ko main chain se soya

bed pe lete lete jal gayi light

socha main hoon macho man

so lets get lucky tonight

tera luck luck luck, aaj naiyyo chalna

chalna, chalna, chalna

saare zamaane mein

laakho deewaano ne

roki raahe meri badi hi ummeed se

dilon ki beimaani se nahi me anjaani

mauko pe dhokhe diye maine bhi qareeb se

na main rokun, na na main tokun

na na main teri in chaalon pe fida

aa sikha doon, aa aa dikha doon

na na na bhoolegi tu meri ye adaa

banda main bachelor, tu kanya kanwari

aaja ho jaaye thoda, lucky tu lucky main

banda main bachelor, lucky tu lucky main

aaja ho jaaye thoda, lucky tu lucky main

haathon mein haath ki hai baat purani

aaja ho jaaye thoda, lucky tu lucky main

banda main bachelor, tu kanya kunwari

aaja ho jaaye thoda, lucky tu lucky main

aaj raat aaj raat, lucky tu lucky main

aaj raat aaj raat, lucky tu lucky main

aaj raat aaj raat, lucky tu lucky main

aaj raat aaj raat, lucky tu lucky main

aaja ho jaayein thoda, lucky tu lucky main

Explore this song