Roman script

ye to januna me wrong hua ya right

do jawano ki thi wo paheli paheli night

mai jaba ladki wo jaba ladka

ho gaye sanki hua hua love hua

paheli baar

dil bezuban hai eu toh

dil bezuban hai eu toh

phir bhi ye bolta hai

phir bhi ye bolta hai

aa jaye agar kisi pe

had sare ye todta hai

humne kabhi ye socha nahin tha

aisa bhi ho jayega

milte milte koi sapna

apna bhi ho jayega

jannat ki ye aisi jamin hai

jis par chalna asaan nahi hai

ishq aag ka ek dariya hai

paar utarna asaan nahi hai

dariya is aag me bhari ye aashiqi

dil bezuban hai ye to

phir bhi ye bolta hai

dil bezuban hai ye to

phir bhi ye bolta hai

aa jaye agar kisi pe

had sare ye todta hai

tanhai me parchhai se

bate teri karne lagi

yado me hi baithe baithe

rote haste jine lagi

rab te jise to phik hase wo

yaa phir koi dewana

gal kar khaak bane parwana

ishq ka hai itna sa fasana

rahte hai kisso mei do premi jinda to sabhi

dil bezuban hai ye to

phir bhi ye bolta hai

dil bezuban hai ye to

phir bhi ye bolta hai

aa jaye agar kisi pe

had sare ye todta hai

Explore this song