Roman script

barah sal terah sal chodah sal pandrah sal solah sal kuch na kaha

jab mai starah sal ki hui gali gali kahne laga gali gali kahne laga

kya kya kya kya lounda badnam hua laundiya tere liye

lounda badnam hua laundiya tere liye

kaise ho bat meri band thi khidki teri

khol darwaja jara aaye milne ka maja

rat bhar khuli rakhi maine to khidki meri

tera hi pata na tha kaha tha tu ye bata

rat bhar ghar ka tere maine to lagaya fera

na to khidki hi khuli na to darwaja tera

das baja gyarah baja barah baja ek baja

do bhi ghadi me baj gaya mujhe nind aa gayi thi

tabhi shor machne laga tabhi shor machne laga

kya kya kya kya lounda badnam hua laundiya tere liye

lounda badnam hua laundiya tere liye

leke hi hatunga mai aaj ye dil tera

ek bar dil dede fir dekh meri ada

tu bada chipaku hai yu chipak jata hai

jaise ki lifafe par gond lag jata hai

palko pe rakhunga aankho me rakhunga

janeman tujhko sada baho me rakhunga

january feberuary march april

may june july august september

ocotober nevomber december

jane de jab naye sal tab tujhe dil dungi

or ye kah dungi kya kya kya

laundiya mari gayi ho londe tere liye

lounda badnam hua laundiya tere liye

laundiya mari gayi ho londe tere liye

lounda badnam hua laundiya tere liye

Explore this song