Roman script

raat ka saaya chha raha hain

suraj ghar ko jaa raha hain

chanda mama dekh ke tujhko

kehna ye phir chah raha hain

so jaa, khwabo mein kho jaa

raat ka saaya chha raha hain

suraj ghar ko jaa raha hain

chanda mama dekh ke tujhko

kehna ye phir chah raha hain

so jaa, khwabo mein kho jaa

so jaa, so jaa, so jaa, so jaa

so jaa, khwabo mein kho jaa

pariyo ke desh se

ek pari aayegi khwaab mein

tujhko phir wo apne saath

le jaayegi ek baag mein

wo aisi jagah hain

jahan pyar milta hain

aur kaaton ki jagah pe

jaha phool khilta hain

pariyo ke desh se

ek pari aayegi khwaab mein

tujhko phir wo apne saath

le jaayegi ek baag mein

wo aisi jagah hain

jahan pyar milta hain

aur kaaton ki jagah pe

jaha phool khilta hain

raat ka saaya chha raha hain

suraj ghar ko jaa raha hain

chanda mama dekh ke tujhko

kehna ye phir chah raha hain

so jaa, khwabo mein kho jaa

taaron ki chhanv se

jhilmil kirane aayengi

jhumti hawao mein

tujhko phir le jaayengi

wo aisa manzar hain jahan

aankhen roshan hain

jidhar dil hai aaina aur

daaman gulshan hain

taaron ki chhanv se

jhilmil kirane aayengi

jhumti hawao mein

tujhko phir le jaayengi

wo aisa manzar hain jahan

aankhen roshan hain

jidhar dil hai aaina aur

daaman gulshan hain

raat ka saaya chha raha hain

suraj ghar ko jaa raha hain

chanda mama dekh ke tujhko

kehna ye phir chah raha hain

so jaa, khwabo mein kho jaa

so jaa, khwabo mein kho jaa

so jaa, khwabo mein kho jaa

so jaa, khwabo mein kho jaa

bhai please ab jaao

na mujhe bhi sone do na

Explore this song