Roman script

lut liya lut liya lut liya 

kisne kisne kisne 

gundo ne gundo ne gundo ne 

kaise kaise kaise 

chak chhuriya chalake, pistaul ada ke 

chak chhuriya chalake, pistaul ada ke 

hame lut liya, hame lut liya 

lut liya lut liya lut liya 

hame lut liya lut liya lut liya 

lut liya gundo ne thukai kar ke 

aur chhod diya jebo ki safai kar ke 

hame lut liya, hame lut liya 

hame lut liya

lut liya lut liya lut liya 

hame lut liya lut liya lut liya 

oye baba kya lut liya alla 

chen kisi ki luti kisi ka laket 

kisi ka jakit aur kisi ka paket 

aur kisi ka chhalla 

allah allah allah allah

lut liya gundo ne thukrai karke 

aur chhod diya jebo ki safai karke 

hame lut liya 

lut liya lut liya lut liya 

hame lut liya lut liya lut liya 

are daant mera toda, mohe ganja karke chhoda 

not mere jebo ke aare

aare baba aare nahi aare nahi saare aare 

le gaye har uda ke uda ke uda ke 

lut liya aapke hi eriyam me 

ye kya ho raha hai 

aaj india me, aaj india me 

mushkil hai sharifo ki, gundo ka jamana hain 

gundo ka jamana hain 

mushkil hai sharifo ki, gundo ka jamana hain 

gundo ka jamana hain 

ye ye thana hain thana hain thana hain thana hain 

paas tabhi to aaj tumhare 

laye inko bula ke, bula ke bula ke 

ham lut liya 

kitna lutera tha bolo tum 

aise bedrd jalim lutere the wo 

unki mahfil me jana gajab ho gaya 

gajab ho gaya, gajab ho gaya 

ham to fankar hain, fan ke mare huye 

hay gana bajana gajab ho gaya 

gajab ho gaya, gajab ho gaya 

gajab ho gaya, gajab ho gaya 

jaam par jaam piya, gram pe gram piya 

aur ham sab ne mil ke pura kilogram piya 

hath pe hath rakh ke hatho ko bandh diya 

tang pe tang rakh ke tango ko tang diya 

muh me bamu daala jeb se maal nikala 

fir aisa jhatka mara, khul gaya mera nara 

hay mera nara 

kisko aisa malum tha, ki ho jayega lafda 

inko pakda inse pahle, mujhko ho to jakda 

inke khatir sai 

inke khatir dekho sai, ban gaya bali ka bakra 

kisko aisa malum tha, ki ho jayega lafda 

inko pakda inse pahle, mujhko ho to jakda 

loket iska de de, jaikit iska de de 

paikt iska de de 

dekh liya jebo ki safai kar ke 

dekh liya jebo ki safai kar ke 

dekh liya papo ki kamai kar ke 

are dekh liya dekh liya 

are dekh liya dekh liya 

are dekh liya dekh liya

Explore this song