Roman script

sidha sadha har insan hota hai wo phul saman

sidha sadha har insan hota hai wo phul saman

insaniyat ke dusman dete hai itna dhokha

dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha

loha loha loha loha

wo katil hasta hai ye ghayal rota hai

sada nirdosho par hi jurm kyu hota hai

chale na jab sachai paisa banta hai iman

neki insan ke andar jag jata hai shaitan

kanun se insan ka jab uth jata hai bharosa

dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha

loha loha loha loha

kachahri kaha gayi thi kaha kanun tha khoya

sitam insan pe hua jab kaha bhagwan tha soya

najar ke samne jiski dunia lut jaye

uski jalti aankho me khoon kyu utar na aaye

badle ki aag bhadki jo us aag ko kisne roka

dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha

loha loha loha loha

julm ka namo nishan na hoga dharti par

aaj hum nikle hai kafan bandhe sar par

mile nafrat jisko pyar wo kya dega

ek jaa ke badle jaha ko mita dega

dil ki adalat ka hota hai har insaf anokha

dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha

loha loha loha loha

sidha sadha har insan hota hai wo phul saman

insaniyat ke dusman dete hai itna dokha

dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha

loha loha loha loha

Explore this song