Roman script

logo ye kiski arthi chali 
ma bete ko yaad karti chali 
ma bete ko yaad karti chali 
logo ye kiski arthi chali 
ma bete ko yaad karti chali 
ma bete ko yaad karti chali 
roti hui sari basti chali
basti chali
logo ye kiski arthi chali 
ma bete ko yaad karti chali 
ma bete ko yaad karti chali 
apno ne ruksat bhi na kiya
gairo ne aakar kandha diya
gairo ne aakar kandha diya
hanske zehar bhi jisne piya
har ek se pyar jisne kiya
wo pyar ko khud tarasti chali 
tarasti chali 
logo ye kiski arthi chali 
ma bete ko yaad karti chali 
ma bete ko yaad karti chali 
ye dekh sakti nahi thi magar
ye dekhti thi kiski dagar
ye dekh sakti nahi thi magar
ye dekhti thi kiski dagar
kisko pata ye kisko khabar
kisliye tadpi ye sari umar
kiske liye ye tadapti chali
tadapti chali 
logo ye kiski arthi chali 
ma bete ko yaad karti chali 
ma bete ko yaad karti chali 
iski chita ko kyu aag di 
isko jarurat kya aag ki
ye apne gam me jalti rahi 
ye apne gam me jal jayegi
ye apne gam me jal jayegi
aankho me aansu bharti chali 
bharti chali bharti chali 
ma bete ko yaad karti chali 
ma bete ko yaad karti chali

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Jeetendra