Roman script

jisko jalne ki na parvah ho vo parvana hai

shamaa ke husn ka sunte hai ke divana hai

vakya kya hai vakya kya hai koi isse khabrdar nahi  

ek jutha sa afsana hi afsana hai

log to baat ka log to baat ka afsana bana deta hai

log to baat ka log to baat ka afsana bana deta hai

ache acho ko ache acho ko

ache acho ko aji ha ache acho ko

ye divana bana dete hai divana bana dete hai

log to baat ka afsana bana deta hai

ache acho ko ye divana bana dete hai

shamaa se pucha ye ek roj o nure mahfil

kya khuda ne tujhe baksha nahi ulfat bhara dil

jo gale tujhse mile usko jala deti hai

jo gale tujhse mile usko jala deti hai

chahne vale ki hasti hi mita deti hai

chahne vale ki hasti hi mita deti hai

shamaa ne aag rakhi shamaa ne aag rakhi sar pe kasam khane ko 

bakhuda maine jalaya nahi parvane ko

log to baat ka afsana bana deta hai

ache acho ko ye divana bana dete hai

log to baat ka log to baat ka 

aji ha log to ha ha ji baat ka

log to baat ka baat ka  baat ka

log to baat ka afsana bana deta hai

afsana bana deta hai

log to baat ka afsana bana deta hai

afsana bana deta hai

ache acho ko ye divana bana dete hai

kaha ye shamaa ne parvana mujhpe marta hai

ada se meri mohabbaat  ka dam ye bharta hai

kisi hashin ki mahfil ho ya ho virana

kisi hashin ki mahfil ho ya ho virana

jaha jaha mai jau aa hi jaye divana

jaha jaha mai jau aa hi jaye divana

hajar bar ye ha ha ha hajar bar ye 

samaja hi chuki ke aag hu mai na khel mujhse

mohabbaat ke hak me nag hu mai

parvane ka bas ek raag tera husn aag mera ishk aag

parvane ka bas ek raag tera husn aag mera ishk aag

parvane ka parvane ka aji ha ha bas ek raag  bas ek raag 

tera husn aag mera ishk aag tera husn aag mera ishk aag

parvane ka bas ek raag tera husan aag mera ishk aag

tera husan aag mera ishk aag

pucha parvane se nadan tu kyo jalta hai

mout jis rah me hai uspe tu kyo chalta hai

shamaa ne kya tujhe samjhaya nahi bola samjhaya to hai

shola kya tujhko najar aaya nahi bola ji aaya to hai

jindagi se tujhe nafrat kyo hai bola nafrat kasi hai

shamaa se phir tujhe ulfat kyo hai bola ulfat kaisi 

shamaa se mujhko mohabbaat ho ye namumkin hai

aisi kambhakht ki chahat ho ye namumkin hai

nur uska mujhe ak aankh nahi bhata hai

iske jalne se kaleja mera jal jata hai

meri mahbub ko ye mujhse juda karti hai 

meri dusman hai meri dusman hai sare sham jala karti hai

mai to aashik hu mai to aashik hu raat ki syahi ka

shamma paigam meri tabahi ka

shamma paigam meri tabahi ka

mai to aashik hu rat ki syahi ka mai to aashik hu 

baat kah di hai sach sach yakin kijiye

jo na aai yakin ye sabut lijia

sahma din ko jale sahma din ko jale to mai aata nahi

iske jalne se mai tilmilata nahi

mai to aashik hu mai to aashik hu 

mai aashik hu aashik hu aashik hu aashik hu 

aashik hu rat ki syahi ka 

mai to aashik hu mai to aashik hu

rat ki syahi ka mai to aashik hu 

log to baat ka afsana bana deta hai

ache acho ko ye divana bana dete hai

Explore this song