Roman script

ye khule khule se gesu

ye udi udi si rangat 

meri subah kah rahi hai

meri raat ka fasaana 

log kahe mere nain baanware 

log kahe mere nain baanware 

log kahe mere nain baanware 

in paagal naino me ek din 

baste the piyaa sanwre haay raam

log kahe mere nain baanware 

wo bhi kya din the jab saavan 

preetam ke sang aata tha 

jivan ka ek ek savera 

ek naya rang laata tha 

najar lagi be-rang duniya ki 

bhor gayi aur huyi shaam re 

log kahe mere nain baanware 

kab dekh saki duniya, haaye pyaar kisi ka 

kab dekh saki duniya, haaye pyaar kisi ka 

bichhade na kabhi milkar dildaar kisi ka 

haaye kab dekh saki duniya, haaye pyaar kisi ka 

diwaana jamaana kyu, hasta hai mohabbat par 

diwaana jamaana kyu, hasta hai mohabbat par 

ae kaash ki ye hota bimaar kisi ka

haaye kab dekh saki duniya, haaye pyaar kisi ka

Explore this song