Roman script

log aate hai log jate hai log aate hai log jate hai

pyas apne dilo ki bujhate hai rat din husn ki rangraliya hai

rat din husn ki rangraliya hai ye to badnam logo ki galiya hai

ye to badnam logo ki galiya hai log aate hai log jate hai

pyas apne dilo ki bhujate hai rat din husn ki rangraliya hai

ye to badnam logo ki galiya hai

jismo ka hai bazar yaha paiso se milta pyar yaha

aaye na mahaki bahar yaha bhanware yaha lutte hai 

shokh jawani jismo ka hai bazar yaha

paiso se milta pyar yaha aaye na mahaki bahar yaha 

bhanware yaha lutte hai shokh jawani

ujde gulshna ki majbur kaliya hai ujde gulshna ki majbur kaliya hai

ye to badnam logo ki galiya hai ye to badnam logo ki galiya hai

hotho pe mithe bol nahi rishto ka koi mol nahi

hoga na aisa dard kahi kaun sunega bhala bebas ki kahani

pankh jinke na ho hum wo pariya hai

pankh jinke na ho hum wo pariya hai

ye to badnam logo ki galiya hai log aate hai log jate hai

pyas apne dilo ki bhujate hai rat din husn ki rangraliya hai

rat din husn ki rangraliya hai ye to badnam logo ki galiya hai

ye to badnam logo ki galiya hai ye to badnam logo ki galiya hai

Explore this song