Roman script

lo ishq muskuraya

lo ishq muskuraya behke kadam khushi se

aankho me rang chhaya lo ishq muskuraya

badla shama kuch aisa har shey huyi gulabi

badla shama kuch aisa har shey huyi gulabi

pi bhi nahi hai lekin 

hum ho gaye sharab,i hum ho gaye sharabi

ye rang ye nasha sa jane kaha se aaya

lo ishq muskuraya behke kadam khushi se

aankho me rang chhaya lo ishq muskuraya

tufan aarzu ka angdayi le raha hai

tufan aarzu ka angdayi le raha hai

jaise koi kahi pe aawaz de raha hai

aawaz de raha hai

masti bhara tarana aye dil ye dil ne gaya

lo ishq muskuraya behke kadam khushi se

aankho me rang chhaya lo ishq muskuraya

Explore this song