Roman script

lo gam ka mara 

lo gam ka mara bechara

gam ka mara bechara

panchhi so gaya, so gaya 

khatam sara fasana ho gaya

panchhi so gaya gam ka mara

lo gam ka mara 

lo gam ka mara

raas na aaye rup jawani

raas prit na aayi

jis par pagla

jis par pagla hua nichhawar

wo nikala harzai

lo gam ka mara 

lo gam ka mara

roz baharo ka sapna 

pagle dil ko dikhlaya

phul khile to

phul khile to humre man ka

khila kamal murjhaya

haye lo gam ka mara 

lo gam ka mara

lo gam ka mara

lo gam ka mara

roz baharo ka sapna 

pagle dil ko dikhlaya

phul khile to

phul khile to humre man ka

khila kamal murjhaya

haye lo gam ka mara 

lo gam ka mara

pal bhar jo kalol kiye

hasne ka dhunde bahana

ankhiya mund

ankhiya mund ab so gaya panchhi

mat koi ise jagana

haye lo gam ka mara 

lo gam ka mara

gam ka mara bechara

panchhi so gaya, so gaya 

khatam sara fasana ho gaya

panchhi so gaya gam ka mara

lo gam ka mara 

lo gam ka mara

lo gam ka mara

Explore this song