Roman script

lo chehra surkh sharab hua, aankho ne sagar chalkaya

lo chehra surkh sharab hua, aankho ne sagar chalkaya

ye gussa haye ye gussa tera subhanalla

ek husn ka dariya chad aaya

lo chehra surkh sharab hua

ye garam nigah tauba tauba pathar me bhi aag bhadak uthe

ye garam nigah tauba tauba pathar me bhi aag bhadak uthe

us dil ka khuda hi hafiz hai jo teri najar se takraya

ye gussa haye ye gussa tera subhanalla

ek husn ka dariya chad aaya

lo chehra surkh sharab hua

kyu aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko

kyu aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko

hotho ki lali kahti hai ek shola lab tak mandraya

ye gussa haye ye gussa tera subhanalla

ek husn ka dariya chad aaya

lo chehra surkh sharab hua, aankho ne sagar chalkaya

ye gussa haye ye gussa tera subhanalla

ek husn ka dariya chad aaya

lo chehra surkh sharab hua

Explore this song