Roman script

lo chand bhi jalne lga rab talase yaar me
lo chand bhi jalne lga rab talase yaar me
alla har ek ki sadgi lakho baras ke pyar me
alla har ek ki sadgi lakho baras ke pyar me
koi bechain hai aur koi bimar hai
koi bechain hai aur koi bimar hai
kya bijaliya paida hui do char ke is saaj me
kya bijaliya paida hui do char ke is saaj me
lo chand bhi jalne laga 
dil to baitha ja raha tha dard kyu uthne laga 
dil to baitha ja raha tha dard kyu uthne laga 
aa gayi taakat kaha ki aaj is bimaar me 
aa gayi taakat kaha ki aaj is bimaar me
lo chand bhi jalne laga

Song details

Song video

Watch on YouTube