Roman script

banke bahadur tum apne vatan ke

banke bahadur tum apne vatan ke

nigehba rahna tum apne chaman ke

nigehba rahna tum apne chaman ke

isko sambhalo gale se laga lo

ho aazaad ab to, na hona phir gulam

likho padhoge to aage badhoge

sitaro se uncha tumhara hoga naam

likho padhoge to aage badhoge

sitaro se uncha tumhara hoga naam

kuch to batao kaha kho gaye ho

kuch to batao kaha kho gaye ho

baat kya hui jo khafa ho gaye ho

baat kya hui jo khafa ho gaye ho

muh na chhupao, suratiya dikhao

sun lo hamare ye dil ka paiyam

Explore this song