Roman script

likha hai mere dil pe tera hi naam salma

tujhko salam salma, tujhko salam salma

salma salim lagta hai ek naam balma

tujhko salam balma, tujhko salam balma

likha hai mere dil pe tera hi naam salma

tujhko salam salma, tujhko salam salma

salma salim lagta hai ek naam balma

tujhko salam balma, tujhko salam balma

kar ishq phir hai fursat, kya iske baad karna

kar ishq phir hai fursat, kya iske baad karna

dil tham ke tadapna aur unko yaad karna

dil tham ke tadapna aur unko yaad karna

karte nahi hai aashiq kuch aur kam salma

tujhko salam salma, tujhko salam salma

salma salim lagta hai ek naam balma

tujhko salam balma, tujhko salam balma

rakhu khuli mai khidki, rakhu khula jhrokha

rakhu khuli mai khidki, rakhu khula jhrokha

kis waqt kaun jane, koi hawa ka jhoka 

kis waqt kaun jane, koi hawa ka jhoka 

aa jaye leke koi tera payam balma

tujhko salam balma, tujhko salam balma

likha hai mere dil pe tera hi naam salma

tujhko salam salma, tujhko salam salma

teri misaal kya du, teri misaal kya du

tu hi bata khudara

chehra tera banaras ki subah ka nazara

julfe teri awadh ki rangin sham salma

tujhko salam salma, tujhko salam salma

likha hai mere dil pe tera hi naam salma

tujhko salam salma, tujhko salam salma

salma salim lagta hai ek naam balma

tujhko salam balma, tujhko salam salma

tujhko salam balma, tujhko salam salma

Explore this song