Roman script

likh diya apne dar pe kisi ne

is jagah pyaar karna mana hai

likh diya apne dar pe kisi ne

is jagah pyaar karna mana hai

pyaar agar ho bhi jaaye kisi ko

pyaar agar ho bhi jaaye kisi ko

iska izhaar karna mana hai

likh diya apne dar pe kisi ne

is jagah pyaar karna mana hai

unki mehfil me jab koi jaaye

pehle nazreiin wo apni jhukaye

unki mehfil me jab koi jaaye

pehle nazrein wo apni jhukaye

pehle nazrein wo apni jhukaye

wo sanam jab khuda ban gaye hain

wo sanam jab khuda ban gaye hain

unka deedar karna mana hai

likh diya apne dar pe kisine

is jagah pyaar karna mana hai

humne ki arz hai bana parvar

kyon sitam dhaa rahe ho ye humpar

humne ki arz hai bana parvar

kyon sitam dhaa rahe ho ye humpar

humne ki arz hai bana parvar

kyon sitam dhaa rahe ho ye humpar

kyon sitam dhaa rahe ho ye humpar

baat sunkar humari woh bole

baat sunkar humari woh bole

humse takraar karna mana hai

likh diya apne dar pe kisi ne

is jagah pyaar karna mana hai

jaag uthege to aahein bharege

husn walo ko ruswa karenge

jaag uthege to aahein bharege

husn walo ko ruswa karenge

husn walo ko ruswa karenge

so gaye hain jo furkat ke maare

so gaye hain jo furkat ke maare

unko paidaar karna mana hai

likh diya apne dar pe kisi ne

is jagah pyaar karna mana hai

pyaar agar ho bhi jaaye kisi ko

pyaar agar ho bhi jaaye kisi ko

iska izhaar karna mana hai

likh diya apne dar pe kisi ne

is jagah pyaar karna mana hai

Explore this song