Roman script

license hai kya re baba license hai kya

license hai kya re baba license hai kya

license chahiye har baar ke liye

har baar ke liye, yaha license chahiye

license nahi to bol daal

permission se tu khol daal

license nahi to bol daal

permission se tu khol daal

daaru ka license, gaadi ka license

dhandhe ka license, chande ka license

license hai kya re baba license hai kya

gaadi ko chalane ka

peene aur peelane ka

gaadi ko chalane ka

peene aur peelane ka

permission hai kya re baba license hai kya

license hai kya re baba license hai kya

case ko saltana hai kya

party ko paltana hai kya

building koi girana hai kya

patient ko tapkana hai kya

case ko saltana hai kya

party ko paltana hai kya

building koi girana hai kya

patient ko tapkana hai kya

case ko saltana hai 

party ko paltana hai 

building koi girana hai 

ya patient ko tapkana hai 

vakili ka license, dalali ka license

builder ka license, doctor ka license

license hai kya re baba license hai kya

license hai kya re baba license hai kya

hafta agar uthana hai

kismat ko chamkana hai

picture koi banana hai

heroine ko ghumana hai

hafta agar uthana hai to

kismat ko chamkana hai to

picture koi banana hai to

heroine ko ghumana hai to

hafta agar uthana hai

kismat ko chamkana hai

picture koi banana hai

heroine ko ghumana hai

bhai ka license

matke ka license

director ka license

actor ka license

license hai kya re baba license hai kya

license hai kya re baba license hai kya

Explore this song