Roman script

kabadi kabadi

kabadi hai kabadi ye kabadi hai kabadi

ye kabada karta hai ye kabadi

kabadi kabadi

kabadi hai kabadi ye kabadi hai kabadi

ye kabada karta hai ye kabadi

karta chori nahi chakari

phir bhi sabse bada khiladi

karta chori nahi chakari

phir bhi sabse bada khiladi

ise samjho na samjho anadi

kabadi kabadi

kabadi hai kabadi ye kabadi hai kabadi

ye kabada karta hai ye kabadi

loha langar sab le ander

chor bazaar ka ye sikander

are loha langar sab le ander

chor bazaar ka ye sikander

chor bazaar ka ye sikander

are loha langar sab le ander

chor bazaar ka ye sikander

chor bazaar ka ye sikander

sabko yu banaye bander

iski dukan hai ek samander

iski dukan hai ek samander

milegi yaha par har chiz nirali

bhaiya chiz nirali

kabadi kabadi

kabadi hai kabadi ye kabadi hai kabadi

ye kabada karta hai ye kabadi

hafta iska sabko jaye

saal ka income tax pataye

are hafta iska sabko jaye

saal ka income tax pataye

saal ka income tax pataye

are hafta iska sabko jaye

saal ka income tax pataye

saal ka income tax pataye

daanv pe daanv ye roj lagae

khaye peeye dusro ko khilaye

khaye peeye dusro ko khilaye

ye kharide hai pure shehar ki bimari

bhaiya buri bimari

kabadi kabadi

kabadi hai kabadi ye kabadi hai kabadi

ye kabada karta hai ye kabadi

hazaro ko ye kaam de

kaam ke badle daam de

hazaro ko ye kaam de

kaam ke badle daam de

ye bhi to ek daftar hai yaara

bekaro ko rojgaar de

hazaro ko ye kaam de

kaam ke badle daam de

ye bhi to ek daftar hai yaara

bekaro ko rojgaar de

yaha chalti nahi hai kisi ki halali

kisi ki halali

kabadi kabadi

kabadi hai kabadi ye kabadi hai kabadi

ye kabada karta hai ye kabadi

Explore this song