Roman script

leti hai ye zindagi kya kya imtihan 

leti hai ye zindagi kya kya imtihan

tute kaha sanso ki ladi koi jane na

tute kaha sanso ki ladi koi jane na

ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan 

jane na jane na jane na jane na 

koi jane na koi jane na koi jane na

leti hai ye zindagi kya kya imtihan

leti hai ye zindagi kya kya imtihan

kahin daaman chute pyar ka 

koi armaan karle pyar ka 

kahin bikhre moti khwab ke 

kahin waada ho ikraar ka 

kisi lab pe hasi hai 

kahi aankho me paani 

kisi ne bhi na jaani mohabbat ki kahani 

ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq  

ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq  

ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq 

ye ishq ye ishq ye ishq ye ishq 

leti hai ye aashiqi kya kya imtihan 

leti hai ye zindagi kya kya imtihan 

tute kaha sanso ki ladi koi jane na

tute kaha sanso ki ladi koi jane na 

ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan  

koi dardo gam se chur hai 

halat se koi majbur hai

koi jaye sab kuch chhod  ke

koi pas hai phir bhi dur hai

milan ki aarzu hai zudai ki ghadi hai 

udasi ki ghadi hai badi mushkil padi hai 

ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq  

ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq  

ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq 

ye ishq ye ishq ye ishq ye ishq 

leti hai ye aashiqi kya kya imtihan 

leti hai ye zindagi kya kya imtihan 

tute kaha sanso ki ladi koi jane na

tute kaha sanso ki ladi koi jane na 

ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan

Explore this song