Roman script

lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala 

raste mein becha hai sasta raste mein becha hai sasta 
le ja kismat wala 
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala
layi hun machli ki rumalo ek klayi pyare 

andhe ko mil jaye aankhe din ko dekhe taare 
kaun hai apna kaun begana dekh le dekhne wala 
dekh le dekhne wala
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala 
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala
do do pese lete jao sahib misater jaani 
begane mein bech raha mein laat sahib ki rani 
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala 
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala
chur mur chur mur bech rahi hai khasta lal khtayi 

miya khaye joru khaye aur joru ka bhayi 
dil ke bhed bata de dil ke bhed bata de 
sara wo hai mshala dala babu re babu wo hai mshala dala 
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala 
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala
bada kara hai churan mera maal na samjho khota 
mote ko ye patla kar de aur patle ko mota 

sab kharbo ki sab kharbo ki
hajam karega iska khane wala iska khane wala
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala 
lete jao babu lete jao lala maal mera hai aala

Song details

Song video

Watch on YouTube