Roman script

champa chameli motiya leke aayi phul vali phul lelo
le ke mai to champa chameli babu
le ke mai to champa chameli babu
raste me khadi hu akeli babu laga de in kalio ke dam 
o mere dilbar chhaliya laga de in kalio ke dam 
o mere dilbar chhaliya haye 
champa ya chameli na man bhaye 
champa ya chameli na man bhaye 
gori tera komal badan man bhaye 
jawani karde mere naam o meri chhamk chhalo
jawani karde mere naam o meri chhamk chhalo
gajare kharido gajare in sahmi puari kaliyo se
arey chakar lagaye maine barso maine sajani teri galiyo ke 
meri galiyo se na firna rapat likhva dungi teri varna 
le ke mai to champa chameli aah aah aah 
le ke mai to champa chameli babu
raste me khadi hu akeli babu 
laga de in kalio ke dam o mere dilbar chhaliya 
laga de in kalio ke dam o mere dilbar chhaliya 
dil pe nahi hai kabu kaisa jadu tune kar dala 
arey honge kaske aaya majanu bada dil vala 
tere sab nakhare hai thode din ke
lunga sare badale mai gin gin ke 
champa ya chameli na man bhaye 
champa ya chameli na man bhaye 
gori tera komal badan man bhaye 
jawani karde mere naam o meri chhamk chhalo
jawani karde mere naam o meri chhamk chhalo
rang hai nashila jinaka layi aise chun ke phul bute 
tujh sa nahi hai koi tere aage sare rang jhuthe 
tu hai bada pakka sikari rasiya 
ke aaj tere aage mai hari rasiya 
le ke le ke mai to champa chameli aah aah aah 
le ke mai to champa chameli babu
raste me khadi hu akeli babu 
laga de in kalio ke dam o mere dilbar chhaliya 
laga de in kalio ke dam o mere dilbar chhaliya 
champa ya chameli na man bhaye 
champa ya chameli na man bhaye 
gori tera komal badan man bhaye 
jawani karde mere naam o meri chhamk chhalo
jawani karde mere naam o meri chhamk chhalo

Song details

Song video

Watch on YouTube