Roman script

lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarva apna 

nahi hai namuda koi khuda hai paasba apna 

lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

jahan bhi hum gaye apni khushi ki geet gaye hai 

tarike hamne jine ke jamne ko sikhaye hai 

mohabbat ki kahani hai ye lahrata nisha apna 

lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarva apna 

lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

kabhi tufa se khele hai kabhi laharo pe machlae hai 

sahara leke himmat ka hawa ke rukh se bdle hai 

hajaro baar jamne ne jo kiye imteha apna 

lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarva apna 

lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

khuda ki raah mein duniyan ki doulat dete jate hai 

sakira ab usi ke aasre pe lete jate hai 

vo hi malik hai duniya ka vo hi mahrba apna 

lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarva apna 

nahi hai namuda koi khuda hai paasba apna 

lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

Explore this song