Roman script

le le rab ka naam gafil le le rab ka naam

le le rab ka naam  gafil le le rab ka naam

is sode me sona chandi  aur lage na dan

le le rab ka naam le le rab ka naam  gafil 

le le rab ka naam

thodi thodi der ko panchhi hi  aaye baithe ud jaye

apni apni boli bole apne apne nagme gaye

apne apne rang me lete  sabhi usika naam

le le rab ka naam le le rab ka naam  gafil 

le le rab ka naam

kaliya khilkar phul bane kaliya khilkar phul bane

aur khilkar kumla jaye sone wale jag zara

o sone wale jag zara ye ghadiya phir na aaye

ghadi ghadi ghadiyal tujhe ye deta hai paigam

le le rab ka naam le le rab ka naam  gafil 

le le rab ka naam

apne dukh ko bhul gaya aur tere dukh me khoya

apne aansu rok liye aur teri khatir roya

aur teri khatir roya

dard ho jiske dil me wohi waqt pe aaye kam

le le rab ka naam le le rab ka naam gafil 

le le rab ka naam le le rab ka naam gafil 

le le rab ka naam

Explore this song