Roman script

le le mera naam le hotho se jaam le

le mera naam le hotho se jaam le

dekh kahi dhal jaye na nasha

le le mera naam le hotho se jaam le

dekh kahi dhal jaye na nasha

aankhe hai maikhana masti ka paimana

le le mera naam le hotho se jaam le

dekh kahi dhal jaye na nasha

kya dilnashi rat hai tu bhi mere sath hai

dhadkane bhi jawa hai nahi bas me arma

dilbar jani mai diwani hosh mai na meri jawani

dilbar jani mai diwani hosh mai na meri jawani

bekhudi si chha rahi hai dil ko na dhadka

le mera naam le hotho se jaam le

dekh kahi dhal jaye na nasha

jadu koi chal gaya bhiga tan bhi jal gaya

chum le gora badan mita de bechaini

sharam haya mujhme kaha mere bas me hai ye jaha

sharam haya mujhme kaha mere bas me hai ye jaha

kah rahi hai aash meri aa gale lag ja

le le mera naam le hotho se jaam le

dekh kahi dhal jaye na nasha

dekh kahi dhal jaye na nasha

Explore this song