Roman script

tujhko, main rakh loon wahaan

jahaan pe kahin

hai mera yaqeen..

main jo, tera na huaa

kisi ka nahin

kisi ka nahin..

le jaayein jaane kahaan

hawayein, hawayein

le jaayein tujhe kahaan

hawayein, hawayein..

begaani hai yeh baaghi

hawayein, hawayein

le jaaye mujhe kahan

hawayein, hawayein..

le jaayein jaane kahaan

na mujhko khabar

na tujhko pataa…

o…

banaati hai jo tu

woh yaadein jaane, sang mere kab tak chale

inhi mein to meri

subah bhi dhalein, shamein dhalein, mausam dhalein..

khayalon ka shehar

tu jaane, tere hone se hi, aabaad hai

hawayein haq mein

wohi hai aate jaate, jo tera naam le..

deti hain jo sadayein

hawayein, hawayein

na jaane kya batayein

hawayein, hawayein

le jaaye tujhe kahaan

hawayein, hawayein

le jaaye mujhe kahaan

hawayein, hawayein..

le jaayein jaane kahaan

hawayein, hawayein

le jaayein tujhe kahaan

hawayein, hawayein..

begaani hai yeh baaghi

hawayein, hawayein

le jaaye mujhe kahan

hawayein, hawayein..

le jaayein jaane kahaan

na mujhko khabar

na tujhko pataa…

chehra, kyun milta tera

yun khwabon se, mere

yeh kya raaz hai?

kal bhi, meri na thi, tu

naa hogi tu, kal

meri aaj hai.. 

teri hai meri, saari

wafayein, wafayein

tere he liye, saari

duaayein, duaayein

le jaaye tujhe kahaan

hawayein, hawayein

le jaaye mujhe kahaan

hawayein, hawayein..

le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein) 

le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)

le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein) 

le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)

o...

Explore this song