Roman script

le ja mera dil, hai ye kaam ka

tere kaam aayega

le ja mera dil, hai ye kaam ka

tere kaam aayega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

le ja mera dil, hai ye kaam ka

tere kaam aayega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

mausam ye kah raha hai

saathi koi bana le

jivan hai geet pyara

masti me gungunale

mausam ye kah raha hai

saathi koi bana le

jivan hai geet pyara

masti me gungunale

jo gujar gaya ye sama to

phir tujhko yaad aayega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

le ja mera dil, hai ye kaam ka

tere kaam aayega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

kya chiz hai mohabbat

kuch pass aake dekho

thandi agan me ek din

khud ko jalake dekho

kya chiz hai mohabbat

kuch pass aake dekho

thandi agan me ek din

khud ko jalake dekho

rut me rang naya

sunle o sajan pyar ki layega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

le ja mera dil, hai ye kaam ka

tere kaam aayega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

jo kuch main kah raha hu

ek baar maan lo tum

sabki suno na itna

ab dil se kaam lo tum

jo kuch main kah raha hu

ek baar maan lo tum

sabki suno na itna

ab dil se kaam lo tum

ye hi hai sanam jo tumhe

sahi raah dikhlayega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

le ja mera dil, hai ye kaam ka

tere kaam aayega

sunle janeja dil ye

tujhko sada chahega

Explore this song