Roman script

le gayi khushbu le gayi khushbu maang ke bahaar 
le gayi khushbu maang ke bahaar 
mahki mahki leke tera pyar 
mahki mahki leke tera pyar 
le gayi khushbu
ab to mohabbat dil mein samayi 
kaalimati gora badan leke tere paas aayi 
hai samaya saiya meri aaho mein tu 
hu mehak mein teri rakhna mujhe baaho mein tu 
aa gaya mausam chhod ke guljhar 
aa gaya mausam chhod ke guljhar 
mahki mahki leke tera pyar 
mahki mahki leke tera pyar 
le gayi khushbu
mera to aisa pyar anokha 
kabhi kabhi hua sanam khudpe aur kya hota 
naa samjh me aaye par baat sunle paaye 
ae milan hamari sau rang hai badle piya 
todke aayi laaj ki deewar
todke aayi laaj ki deewar
mahki mahki leke tera pyar 
le gayi khushbu maang ke bahaar 
mahki mahki leke tera pyar 
mahki mahki leke tera pyar

Song details

Song video

Watch on YouTube