Roman script

le gaya, le gaya dil le gaya

le gaya, le gaya dil le gaya

le gaya, le gaya dil le gaya

le gaya dil mera sapno me aake

koi le gaya dil mera sapno me aake

sapno me aake hoye naina milake

koi le gaya dil mera sapno me aake

koi le gaya dil mera sapno me aake

nain mile main to sharma gayi

ram kasam main to ghabra gayi

haye haye ghabra gayi

haye haye ghabra gayi

nain mile main to sharma gayi

ram kasam main to ghabra gayi

haye haye ghabra gayi

aankho aankho me raaz kah gaya

aankho aankho me raaz kah gaya

le gaya dil mera sapno me aake

koi le gaya dil mera sapno me aake

teer jigar par aisa laga

mora pyar bhi tadapne laga

ho tadapne laga

ho tadapne laga

teer jigar par aisa laga

mora pyar bhi tadapne laga

ho tadapne laga

mitha mitha sa dard de gaya

mitha mitha sa dard de gaya

le gaya dil mera sapno me aake

koi le gaya dil mera sapno me aake

dil se dil mera aise mila

chand ke sang jaise tara khila

jaise tara khila

koi tara khila

dil se dil mera aise mila

chand ke sang jaise tara khila

o sitara khila

jate jate salam kah gaya

jate jate salam kah gaya

le gaya dil mera sapno me aake

koi le gaya dil mera sapno me aake

Explore this song