Roman script

le chala jidhar ye dil nikal pade

hum chale jidhar jamana chal pade

jo sath waqt ke chala wo mard hai

jo rah gaya wo rashte ki gard hai

le chala jidhar ye dil nikal pade

hum chale jidhar jamana chal pade

jo sath waqt ke chala wo mard hai

jo rah gaya wo rashte ki gard hai

subah sham kam hi se kam hi

yahi to hai nasib jiska nam hai

subah sham kam hi se kam hi

yahi to hai nasib jiska nam hai

tadbir kiye jao takdir badal jayegi

aaj na to kal sahi suhani ghadi aayegi

le chala jidhar ye dil nikal pade

hum chale jidhar jamana chal pade

jo sath waqt ke chala wo mard hai

jo rah gaya wo rashte ki gard hai

moti bhi mile to tum na bhikh lo

hatho se kamake jina sikh lo

moti bhi mile to tum na bhikh lo

hatho se kamake jina sikh lo

muthi me tumhari chupa hua jahan hai

mitti sona ho tumhare hatho me wo jan hai

le chala jidhar ye dil nikal pade

hum chale jidhar jamana chal pade

jo sath waqt ke chala wo mard hai

jo rah gaya wo rashte ki gard hai

o jine wale jindagi ka raz sun

aaram hai haram ye aawaz sun

o jine wale jindagi ka raz sun

aaram hai haram ye aawaz sun

ye raz tune jana to jindgani ban gayi

warna jine marne ki kahani ban gayi

le chala jidhar ye dil nikal pade

hum chale jidhar jamana chal pade

jo sath waqt ke chala wo mard hai

jo rah gaya wo rashte ki gard hai

le chala jidhar ye dil nikal pade

hum chale jidhar jamana chal pade

jo sath waqt ke chala wo mard hai

jo rah gaya wo rashte ki gard hai

Explore this song