Roman script

laut ke aa gaye hai wo

aa gaye hai wo

laut ke aa gaye hai wo

aa gaye hai wo

dil me basa tha, jinka pyar

dil me basa tha, jinka pyar

dil ko tha jinka intzar

dil ko tha jinka intzar

aankho me jinka tha khumar

tha khumar

aap hi hansa diye hai wo

aa gaye hai wo

laut ke aa gaye hai wo

aa gaye hai wo

pyar nibhane ke liye

dard mitane ke liye

pyar nibhane ke liye

dard mitane ke liye

apna banane ke liye

apna banane ke liye

sapno pe chha gaye hai wo

aa gaye hai wo

laut ke aa gaye hai wo

aa gaye hai wo

ab kyu na muskuraye hai

ab kyu na muskuraye hai

kyu na khushi manaye hum

kyu na khushi manaye hum

baat ye kyu chupaye hum

kyu chupaye hum

apna bana gaye hai wo

aa gaye hai wo

laut ke aa gaye hai wo

aa gaye hai wo

Explore this song