Roman script

laut chala manzil se rahi vah kismat ke khel

ek kadam tu or badhata to ho jata nur

jhutho tasalli se tune apna dil bahlaya

kisi ke dil pe kya gujri tu ye bhi jan na paya

tu mud ke dekh jara tu mud ke dekh jara

tu mud ke dekh jara shayad bichade mil jaye

ye din ab kya dekhega jab ulat gayi sab rahe

jo hona hai wahi hoga tu chahe lakh jatan kare

karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare

karam kar chahe nahi kare

jo hona hai wahi hoga tu chahe lakh jatan kare

karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare

karam kar chahe nahi kare

is dunia walo ko dekar aasha or nirasha

uparwala dekh raha chip kar sabhi tamasha

dukh sukh hai uske hatho me

dukh sukh hai uske hatho me tu kyu soch kare

karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare

Explore this song