Roman script

tode se bhi jo naa tute ishk hai aisa bandhan

lamha lamha pal pal jaana 

tum par hi marna hai

rojmarra ki jindagi me, rojmarra ki jindagi me

rojmarra ki jindagi me, tumhe shaamil karna hai

maine jabse tujhko dekha

bas tere baare me socha

tu mere khwaabo ki duniya 

mujhko teri hai tamanna

tu hai meri yaado kaa aalam

tu hai meraa divaanaapan

lamha lamha pal pal jaana 

tum par hi marna hai

rojmarra ki jindagi me, tumhe shaamil karna hai

rojmarra ki jindagi me, tumhe shaamil karna hai

ye meraa dil jaanta hai

duriyo kaa dard kya hai

chaahe hardam tujhko dhadkan

bin tere din raat bairan

tere liye paagal meri saanse

tere liye paagal meraa man

lamha lamha pal pal jaana 

tum par hi marna hai

rojmarra ki jindagi me, tumhe shaamil karna hai

rojmarra ki jindagi me, tumhe shaamil karna hai

rojmarra ki jindagi me, tumhe shaamil karna hai

Explore this song