Roman script

mohabbat ke shishe pe pathar na maro

najrana sajan ka pyar

lut gaya armano ka singar

kar diya kismat ne taar taar

laal dupatta malmal ka

laal dupatta malmal ka

gum ki aandhi aisi chali ho 

tuti har bute ki daal

gum ki aandhi aisi chali

tuti har bute ki daal

sapno ke badle aankho me dhul

bah gaya kajra bikhre hai baal

kafan chita ka ban gaya haye

laal dupatta malmal ka

laal dupatta malmal ka

najrana sajan ka pyar

lut gaya armano ka singar

kar diya kismat ne tar tar

laal dupatta malmal ka

laal dupatta malmal ka

Explore this song