Roman script

ek ladaki jo diwani si hai 
sach hai magar wo kahani si hai 
aisi hasin dilnashi najmi wo kahi 
kasam se nahi kasam se nahi
sabase khubsurat hai wo 
jinda koi murat hai wo
nahi ye usko pata hai 
uski nirali ada hai naaj aisa kahi
kasam se nahi kasam se nahi
aise waise jaise bhi ho koi to ishara karo 
itani si ye yade chahe 
tujhse ummide wafa hai sans aisa kahi
kasam se nahi kasam se nahi 
ek ladaki jo diwani si hai 
sach hai magar wo kahani si hai 
aisi hasin dilnashi najmi wo kahi 
kasam se nahi kasam se nahi
ek ladaki jo diwani si hai 
sach hai magar wo kahani si hai 
aisi hasin dilnashi najmi wo kahi 
kasam se nahi kasam se nahi
kasam se nahi kasam se nahi

Song details