Roman script

meri aawaz suno

hai sabse bada ma ka jaap 

hari om ke bad bada hai sabse

ma ka jaap

ma ke aasu ganga jal hain

dho denge sab paap

jis bete ne barso kheli

sirf khun ki holi

ma ne usko gale lagaya

paap ki kaya doli

bich bhawar me

bich bhawar me dubi naiya

ma ka pyar ubharega

lahu ko lahu pukarega

lahu ko lahu pukarega

janam janam ka bandhan 

rag rag me mauje maarega

lahu ko lahu pukarega

lahu ko lahu pukarega

Explore this song