Roman script

lafzo me keh na saku bin kahe bhi reh na saku 

nasha hi nasha rat din hai na pucho ye kaisa pyar hai

lafzo me keh na saku bin kahe bhi reh na saku

halki si barsat me pehli mulakat me

pehli hi bar me dil ko mere le gayi

chahat ke ikrar me anjana gham de gayi

aayi jab samne jane kyu woh darr gayi

pagal mujhko kar gayi janeman janeja

na jane kya bat hai lage ki din mein rat hai

nayi hai subah to nayi sham ajab hal mera yar hai

lafzo me keh na saku bin kahe bhi reh na saku

mera dil meri jan main yaha tu hai kahan

main dekhu mudke jidhar aaye mujhe tu nazar

kehti hai chahte deewana mein ho gaya

teri chahat me sanam na jane kab kho gaya

yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar

kab jaga kab so gaya janeman janeja

na jane kya bat hai lage ki din mein rat hai

na jane kya bat hai lage ki din mein rat hai

nayi hai subah to nayi sham ajab hal mera yar hai

lafzo me keh na saku bin kahe bhi reh na saku

lafzo me keh na saku bin kahe bhi reh na saku

Explore this song