Roman script

she is a snake, she is a women

she is snake women on the prowl

she is in search of a lover

she can hisss, she can ground

lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui

zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

intedah hai inteha yeh aashiqui

zinda rehne ki wajah hai ashiqui

kaise main tujhko bhula doon

har pal main tujhko sada doon

aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui

zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

harshe mein tera nazaara, aaja kahin se tu aaja

tere bina jeena yahan, jeena mera dushvaar hua

lamha lamha mujhe hai tujhse nisbat ho jaana

saari umar tu mujhe de teri kurbat o jaana

kaise main tujhko bhula doon

har pal main tujhko sada doon

aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui

zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

tu meri subah ka taara, mere falak se tu na jaa

tu hi toh hai, tu hai mera, bas ek mera gum faar yahan

jaaga jaaga rahe tu mujh mein har dum oh jaana

bheega bheega hai mere dil ka mausam oh jaana

kaise main tujhko bhula doon

har pal main tujhko sada doon

aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

hisss

lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui

zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

intedah hai inteha yeh aashiqui

zinda rehne ki wajah hai ashiqui

kaise main tujhko bhula doon

har pal main tujhko sada doon

aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

hisss

Explore this song