Roman script

ladki pasand ki ladki pasand ki 

mushkil se milti hai mil gai 

ladka pasand ka mushkil se milta hai 

ladka pasand ka mushkil se milta hai 

mil gaya mil gaya

ladki pasand ki ladki pasand ki 

muskil se milti hai

mil gai mil gaya ho mil gayi

milte hain kitne hi log milte hain rahon mein

kilte hain kitne hi phool khilte hain bagon mein

milte hain kitne hi log milte hain raho mein

kilte hain kitne hi phool khilte hain bagon mein

dil ka gulab dil ka gulab

dil ka gulab ye mushkil se khilta hai khil gaya khil gaya

ladka pasand ka mushkil se milta hai 

mil gaya mil gayi mil gaya

dilbar jab ate hain paas dilbar ye hota hai

dunia kar deti hai dur aksar ye hota hai

dilbar jab ate  hai paas dilbar ye hota hai

dunia kar deti hai dur aksar ye hota hai

unchi diwar unchi diwar

unchi diwar ye muskil se girti hai

gir gai gir gayi

ladki pasand ki mushkil se milti hai

mil gai mil gaya ho mil gayi

hota hai muskil se mel hota hai mushkil se

milti hai ankho se ankh dil milta hai dil se

hota hai muskil se mel hota hai mushkil se

milti hai ankhon se ankh dil milta hai dil se

lekin nasib lekin nasib lekin nasib ye 

mushkil se milta hai mil gaya mil gaya

ladka pasand ka muskil se milta hai 

mil gaya re mil gaya

ladki pasand ki ladka pasand ka

ladki pasand ki ladka pasand ka

mushkil se milte hai mil gaye mil gaye

Explore this song