Roman script

ladki gali ki dekho ban gayi mem 

bhul gayi main address aur name 

ladki gali ki dekho ban gayi mem 

bhul gayi me address aur name 

sut but wale babu dil pe nahi mera kabu 

mujhko sambhalo gir na jau 

mujhko sambhalo gir na jau 

behke kadam me to balkhau 

ladki gali ki dekho ban gayi mem 

bhul gayi me address aur name

sir hir na me laila dekh na mujhko yu chaila 

sir hir na me laila dekh na mujhko yu chaila

me patakha me hun goli na samjh tu mujhko bholi 

aese jhankh na gor ang me shola chupa mere rang me 

husn mera hai sare sehar me fail 

bhul gayi me address aur name

sut but wale babu dil pe nahi mera kabu 

mujhko sambhalo gir na jau 

behke kadam me to balkhau 

ladki gali ki dekho ban gayi mem 

bhul gayi me address aur name

koi jane na me kya hun kya aa dikha du tujhko jalwa 

koi jane na me kya hun kya aa dikha du tujhko jalwa 

kyu macha hai ye hagama jane kaisa hai ye drama 

kaise log hai kaisa dhang hai dekh ke inhe dil ka tang hai 

inme haya na inme hai saim 

bhul gayi me address aur name

sut but wale babu dil pe nahi mera kabu 

mujhko sambhalo gir na jau 

behke kadam me to balkhau 

ladki gali ki dekho ban gayi mem 

bhul gayi me address aur name

Explore this song