Roman script

lach lach lach lachke teri kamariya 
ho bach bach bach bachke jara sawariya
dil dhadkaye piyas jagaye sarke teri chunriya 
ho bach bach bach bachke jara sawariya
ho bach bach bach bachke jara sawariya
jab chal jaye katil aadaye barse meri najriya
lach lach lach lachke teri kamariya 
ho bach bach bach bachke jara sawariya
tere jaisa bag mein mai bhi na koi gulab hai 
tere rang rup ka to na koi jawab hai 
ho tere jaisa bag mein mai bhi na koi gulab hai 
tere rang rup ka to na koi jawab hai  
nach nach nach nach de jara gujriya 
dil dhadkaye pyas jagaye sarke teri chunriya 
bach bach bach bachke jara sawariya
hey lach lach lach lachke teri kamariya 
chhu ke mujhko dekh dilbar main kali bahar ki
mastiya aajib see hai mere is guman ki 
chhu ke mujhko dekh dilbar main kali bahar ki
mastiya aajib see hai mere is guman ki 
ras ras ras ras ras ras ki hu main badriya 
ras ras ras ras ras ras ki hu main badriya 
jab chal jaye kanch giraye barse meri najriya 
lach lach lach lachke teri kamariya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Jaspinder Narula, Sonu Nigam