Roman script

labon ko labon pe sajao, kya ho tum mujhe ab batao
labon ko labon pe sajao, kya ho tum mujhe ab batao
tod do khud ko tum baho me meri baho me 
meri baho me, meri baho me, baho me meri 
baho me meri, baho me meri, baho me
tere ehsason me bhige lamhaton me 
mujhko duba tishnagi si hai
teri adayon se dilkash khatao se 
in lamho me zindagi si hai
haya ko jara bhool jaao, meri hi tarah pesh aao
kho bhi do khud ko tum rato me meri rato me 
meri rato me meri rato me
labon ko labon pe sajao, kya ho tum mujhe ab bataao
tere jasbaaton me, mehaki si saanso me
ye jo mehek sandili si hai
dil ki panaaho me, bikhari si aaho me 
sone ki khaaish jagi si hai
chehare se chehara chupao, sine ki dhadkan sunaao
dekh lo khud ko tum aankho me meri aankho me 
meri aankho me meri aankho me
labon ko labon pe sajao, kya ho tum mujhe ab bataao

Song details

actor: Vidya Balan, Shiney Ahuja