Roman script
Ye laal ishq, ye malaal ishq Ye aib ishq, ye bair ishq (x2) Ishq-ishq, Ishq-ishq.. Tujh sang bair lagaya aisa Tujh sang bair lagaya aisa Raha na main phir apne jaisa Ho raha na main phir apne jaisa Mera naam ishq Tera naam ishq (x3) Mera naam, Tera naam Mera naam ISHQ! Ye laal ishq, ye malaal ishq Ye aib ishq, ye bair ishq (x2) Ishq-ishq, Ishq-ishq Apna naam badal dun Ya tera naam chhupa lun Ya chhod ke saari aag Main vairaag utha lun Bas ek rahe mera kaam ishq Mera kaam ishq Mera kaam ishq Mera naam ishq Tera naam ishq Mera naam, Tera naam Mera naam ISHQ! Ye laal ishq, ye malaal ishq Ye aib ishq, ye bair ishq (x2) Ye kaali raat jakad lun Ye thanda chand pakad lun (x2) Din-raat ke bairi bhed ka Rukh mod ke main rakh dun Tujh sang bair lagaya aisa Raha na main phir apne jaisa Raha na main phir apne jaisa Mera naam ishq Tera naam ishq (x3) Mera naam, Tera naam Mera naam ISHQ! Ye laal ishq Ye malaal ishq Ye aib ishq Ye bair ishq (x2)
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Film / album: Goliyon Ki Rasleela Ram-Leela
- Composer: Sanjay Leela Bhansali
- Lyricist: Siddharth-Garima
Song video
Song video
cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
language: Hindi
music label: EROS